top of page

Aur Ho (My current ‘lost in’ track)

With the combination of the lyrics and the music (a haunting tune) – though it does not sound very different from A. R. Rahman’sother tunes –it is quite a lovely song.

Loved Mohit Chauhan’s voice… His voice grows on you.

I haven’t seen the video… I imagine it would be sort of a background song in the movie…

But, I have my own song visualization in my head.

A desolate, cracked salt pan… craggy trees if any… fires of hell… black flowing shadows circling, creeping… disturbed flock of ravens… a disembodied voice singing…

Ok… I agree… I have a creepy imagination! 😀

Aur Ho

(Rockstar)

Meri bebasi ka bayaan hai

bas chal raha na iss ghadi

Meri bebasi ka bayaan hai

bas chal raha na iss ghadi

Ras hasrat ka nichod doon

Kas baahon mein aa tod doon

Chaahoon kya jaanu naa

Chheen loon chhod doon

Iss lamhe kya kar jaaun

Iss lamhe kya kar jaaun..

Iss lamhe ko kar doon

jo mujhe chain mile aaraam mile

Aur ho.. Aur ho

Saans ka shor ho aanch bhi aur badhe

Aur ho.. Aur ho

Saans ka shor ho taap bhi aur chadhe

Aur ho.. Aur ho

Aur mile hum.. aur bhi jal jaaye

Tujhe pehli baar main milta hoon har dafaa

Meri bebasi ka bayaan hai

Tujhe chheen loon ya chhod doon

Maang loon yaa mod doon

Iss lamhe kya kar jaaun

Iss lamhe kya kar doon

Jo mujhe chain mile aaram mile


Aur ho.. Aur ho

Saans ka shor ho aanch bhi aur badhe

Aur ho.. Aur ho

Saans ka shor ho taap bhi aur chadhe

Aur ho.. Aur ho

Aur mile hum.. aur bhi jal jaaye

[chorus / alaap]

Main hasrat mein ek uljhi dor hua

Suljha de…ho ho…

Main dastak hoon

Tu bandh kiwaado sa

Khul ja re… ho ho…

O bebasi mann mein basi

Jeete jeete jee le sapna

Aur ho.. Aur ho

Saans ka shor ho aanch bhi aur badhe

Aur ho.. Aur ho

Aur mile hum.. aur bhi jal jaaye

Ruke se naa ruke

Ye naa thake

Aandhi si jo chale inn saanso ki

Pata bhi naa chale kahaan pe kya jale

Hai darr se tann-mann ki siharan se

Hasrat ki sulgan se

Bhadke aur shola shola

Jale bujhe dhuaan dhuaan

O dhuaan dhuaan

Lage mujhe dhuaan dhuaan o

Meri bebasi ka bayaan hai

Meri bebasi ka bayaan hai

Meri bebasi ka bayaan hai

© Surya Murali

0 views0 comments

Related Posts

See All

Sadma Toh Hain…

I wonder… Ab tera kya hoon main? (Who am I to you?) Yes, I often wonder. Sadma Qateel Shifai Sadma toh hai mujhe bhi ki tujhse judaa hoon main Lekin ye sochta hoon ki ab tera kya hoon main (I too am

bottom of page