Rang afeemi chadha aapka hum par, Har rang satrangi nazar aaye. Khumaar hain aapka is dil par, Kuch aur ab isse na bhaaye. Har aib aapka sar-aankhon par, Hoton pe kabhi gila na aaye. Qatl kar dijiye ab bas, aur humse jiya na jaaye.