Jul 8, 20141 min read…Ghamon ne gher liya hai mujhe toh kya gham haiMain muskuraa ke jiyuungi aapke khushi ke liyeKabhi kabhi toh aap mujhe yaad kar toh lete hoSukuun itna sa kaafi hai zindagi ke liyeMujhe mili hai muqaddar se aisi tanhaaiJinhen tarasti rahi anjuman ki rangeeni © Surya Murali
Ghamon ne gher liya hai mujhe toh kya gham haiMain muskuraa ke jiyuungi aapke khushi ke liyeKabhi kabhi toh aap mujhe yaad kar toh lete hoSukuun itna sa kaafi hai zindagi ke liyeMujhe mili hai muqaddar se aisi tanhaaiJinhen tarasti rahi anjuman ki rangeeni © Surya Murali